Learning Childhood life
Learning Childhood life Kabar na thi kuch subha na shaam ka thikana tha Chahat chand ko paane kit hi par dil titali ka diwana tha Ek bachpan ka jamana tha jisme kushi ka kajana tha Thak kr aana school se par kelne bhi jana tha Rone ki vajha na thi na hashne ka bahana tha Maa ki kahani thi pariyo ka fasana tha Barish mein kagaj ki nawo thi har mosam suhana tha Kyu ho gaye hum itne bade ishe aacha tho wo bachpan ka jamana tha