Learning Childhood life
Learning Childhood life
Kabar na thi kuch subha na shaam ka thikana tha
Chahat chand ko paane kit hi par dil titali ka diwana tha
Ek bachpan ka jamana tha jisme kushi ka kajana tha
Thak kr aana school se par kelne bhi jana tha
Rone ki vajha na thi na hashne ka bahana tha
Maa ki kahani thi pariyo ka fasana tha
Barish mein kagaj ki nawo thi har mosam suhana tha
Kyu ho gaye hum itne bade ishe aacha tho wo bachpan ka jamana tha

Comments
Post a Comment